Mubarak aap ko aap ki salgirah ho
Anay wala har saal khushion se bhara ho
aap ke ird gird baharon ka raqs ho
Aina aap ki khubsurti ka aqs ho
Manzilen khud aapke qadmon main aaien
apko kabhi koi na musibat mille
mille to har lamha achi qismat mille
sab log aap ke gun gain
Aap ghar sab ke dilon main banane lagen
bulandian aap kay qadam chumain
Musaraten aap kay char so ghumain
Ap ki puri har koi khuwahish ho
jannart aap ki agli rihaish ho
Mubarak aap ko ap kisalgira ho
Ane wala har saal khushion se bhara ho.

0 Comments